Pakistan

Ab k hum bichray to, shayad kabhi khwabu may milay

Remembering Ahmad Faraz

Related Articles

27 Comments

  1. A great man who has left the earth physically but has many things that would be touching the surface of many soft corners and would ultimately enlighten their approaches and thoughts.
    He has remained a poet that has compelled many minds to get to the core of many things and think beyond the imaginations even and to travel in the world of no materials and only effections and love.
    I salute the great man who has changed the mind pattern of many and has given a new aspect of living life dspite all the constraints.
    Abb tow zabtay gam nay pather kar diya warna faraz
    Dekhta koyi ki dil kay zakhm jab ankhoon may thay

    Aslam Ghalib

  2. Har Yaad Ko Yun Zakham Banate Nahin Dil Ka
    (Faraz)

    Her yad ko yun zakhm banate nahi dil ka
    her teer ko pewasti regi jan nahi kerteh

    ye masla ab ahli muhabbat ka hain apna
    merte tu kuch ap ye ahsan nahi kerteh

    khat layain na layain tera ham nama baron ko
    bes dekte rehten hain preshan nahi kerteh

    eyse bi tu rekte nahi khenjer pe gulu ko
    itna bi tu qatil ko pesheman nahi kerteh

    kab shama jalata hain shabi mah me koyi
    tu ayain tu aam gar me charaghan nahi kerteh

    logon ko guman tak nahi hota hain junun ka
    ham dil ki tra chak gereban nahi kerteh

    ham tunj ke chale atain hain yaro dari jana
    Ghalib ki trah minati darban nahi kerteh
    …………………………………………………….

  3. Ya Elahi Marg Yousuf Ki Khabar Sachi Na hooo

    Indeed we lost a man who inspired many generations through his thoughts and reflections…..
    His contributtion and work will inspire many generations in future and will help in shapping our directions

  4. Tishnagi aankhoon ma aur darya khiyalon may rahey
    Ham nawa gar, khush rahey jaisey bi halon may rahey

    Iss qader dunya key dukh aae khoobsooret zindagi
    Jis tara titlee ko makdi key jaloon may rahey

    Ham sey kiyon mangey hisab-e-jaan koyee jab umer bher
    Kon hain, khiya hain, kahan hain? Inn sawalon may rahey

    Aik dunya ko meri diwangi khush aa gayee
    Yaar maktab ki kitaboon key hawaloon may rahey

    Ishiq may dunya gawayee hey na jaan di hey Faraz
    Phir bi ham ahl-e-muhabat ki misaloon may rahey

    His poetry has touched many hearts and souls and were widely read, praised and sung not only in Pakistan but out side Pakistan as well.
    May the deceased soul rests in eternal peace.

    Nauroze Shah
    az kobul

  5. In Barishoon sey dosty achi nahi Faraz
    Kacha tera makan hey tu kuch Khayal Kar

    The nation has really lost a great asset and an amazing personality. May his soul rest in eternal peace (Aamin).

  6. Ahmad Faraz will be remembered as a revolutionary poet and scholar in Urdu literature. His poetry will remain a valuable asset for all folks of life. I salute for his wisdom and vision and pray that almighty Allah bless his soul in eternal peace and give patience for his family members.

    Thanks and regards
    Sharif khan
    GILGIT

  7. AHMED FARAZ….a great name in poetry who will be always in every one,s heart who is familer to his poetry no more with us…INALILLAHI WAINA ELAIHI RAJEEON..being a new poet i have great respect for him and owner for me to mate him during his hospitalization in islamabd shifa international hospital may allah rest his soul in eternal peace…Ameen.

    Dk
    Islamabad

  8. A great man who ll b missed but not forgotten.
    He was a very talented person and a nation builder!! There are not to many people like this anymore … things and people in this world has certainly changed a lot!!
    Rest in Peace..My Condolences to all close to him
    I like one of his poetry

    ( ranjish hii sahii dil hii dukhaane ke liye aa
    aa phir se mujhe chhoR ke jaane ke liye aa

    kis kis ko bataayeNge judaa’ii kaa sabab ham
    tuu mujh se Khafaa hai to zamaane ke liye aa )

  9. A great poet whos each and every word touched every heart….

    ‘Faraz’ ab koyi saudaa koyi junun bhi nahi
    magar qaraar se din kat rahe hoon yun bhi nahin

    lab-o-dahan bhi mila guftagu ka fan bhii mila
    magar jo dil pe guzarati hai kah sakun bhi nahin

    meri zuban ki luknat se bad guman na ho
    jo tu kahe to tujhe umr bhar milun bhi nahin

    ‘Faraz’ jaise koyi diyaa turbat-e-hava chaahe hai
    tuu paas aaye to mumkin hai main rahun bhi nahin

  10. Ham har roz udas hotay hain ourya sham guzar jaty hai Faraz
    aik roz ya sham udas ho gi our hum guzar hayan gay

    chandnee raat ka majaaj mat poch, hum gareeboon kay ghar nahi atee
    Neend bhi mout hogayee hai Faraz
    Bawafa raat bhar nahi atee
    a tribute to Faraz….

  11. hum muhabbat mei b tauheed k qayal ha FARAAZ
    ek hi shakhs ko mehboob bana rakha hai…

    may Allaah rest ur soul in eternal peace and give courage to ur family, ur associates to bear this irreparable loss..

    u ll be rememmered 4evr…no any poet can replace you… u r evergreen…….realllyyy

    Lahore

  12. tum takalluf ko b ikhlaas samajhtay ho FARAAZ
    dost hota nahi har hath milanay wala…!!!

    u ll be remembered forever…

    hunza

  13. AAYE KUCH ABR KUCH SHARAAB AAYE
    USS KAY BA’D AAYE JO AZAAB AAYE
    KAR RAHA THAA GHAM-E-JAHAA’N KA HISAAB
    AAJ TUM YAAD BE-HISAAB AAYE

    May God Bless His soul in eternal peace, Amen

    Mehboob

  14. ab tu yaad nahi mujh ko apna pekar b fraz

    jis roz se bikhra hun simmat kr nahi dekha………..

  15. cool
    this is really very touchy and mean a lot to the guys who have sence to afford it

    FARAZ>>>>>>may ur soul rest in peace

    SAMEER

  16. ALLAH unke magferat farmaia or janat man aiala maqam da .Aiamen…….>Woh mujha roz roz parndon ke mesalan data ha .”Faraz ” saaf saaf nehe kahta ka mara shahar chor do.

  17. Really i have no Precise, truthful words about him

    So i say only this i miss him so much

  18. FARAZ JESAY ENSAN ES DUNYA MAIN BOHOT KAM PAYDA HOTAY HAN KHUDA UN KE MAGFARAT KARAY(AAMIN)FARAZ KE SHAEREY MERE EMAIL ADRESS PAR SEND KAREN I HOPE AAP SAB MUJE SHAEREY SEND KARNAY MAIN KANJUSE NAHEN KAREN GAY OR AAP LOGON KO B JAWAB MAIN FARAZ K IK NAY SHAER SE DUN GA

Back to top button