Pakistan

[Satire] "Vision Gojal"

Related Articles

9 Comments

  1. It is a good idea to use the lake for this purpose. The lake is there to stay even if the height of the dam is reduced by 100ft or 200ft (which is not easy considering the scale of the landslide and the incompetency of FWO). It is better to optimise any value which can be accrued from the lake.

  2. Meray khayal may Gojal k log ye haq rakhtay hay ki in naam nihad leaders k khilaf road per nikal aaye aur re-election karwa kar kisi haq parast ko vote de. Ta ki agar un k masayil hal na bhi ho to kam az kam un ka mazaq bhi nahi uraya jaaye.

    Ye tarjeehaat hay GB k naamniahd government k?

    Oh aqal k andho

    Jheel ka istemal to baad ki baat hay. pehlay logu ko to suno ki wo kiya keh rahay hay? FWO na-ahel hay to tum logu nay kaunsa teer mara hay? 1.5 years k baad to tum logu ko hosh aaya hay aur keh rahay ho ki FWO incompetent hay… jab hum log ye keh rahay thay to hamaray khilaf muqadimay darj kiye gaye, hamay ghaddar keh kar assembly may hamaray khilaf qarardad pesh ki gayi.

    Aaj hamaray gharu k ooper machli ka karubar karnay walay Gojal k dushman aur ghaddar hay. Awam uth kar in logu say poochay ki 1.5 saal guzarnay k baad bhi
    – aaj tak students ki feesay nahi mili hay
    – logu ko ghar bananay k liye paisay nahi milay hay
    – zameen ka muawiza nahi dia gaya hay
    – Ghulkin aur Gulmit k nawjawnu k khilaf jhootay muqadimat qayim hay aur unkay mustaqbil ko tabah karnay ki sazish ki ja rahi hay
    – mutabadil raastay ka koyi bandubast nahi hay
    – government haspital may aga khan healht ka doctor kaam kar raha hay. Abhi tak speaker, technocrat aur chief minister mil kar bhi koyi doctor appoint nahi kar sakay hay

    Khuda k liye, aqarba parwari say aagay nikal kar logu k haqeeqi masayil ki taraf tawaju do. Logu ko bay-waqoof mat samjho. Log hoshiyar hay. Wo PPP ka Hunza/Gojal say safaya kar k rakh dengay aur uskay zimadar ye aehmaqana faislay hongay, in leaders ki na-aehli hogi aur in k supporters ki haqayiq say ru-gardani hogi.

    Agar FWO incompetent hay to q Chinese government ko involve nahi kiya ja raha? Kis say dartay hay hamaray ye naam-nihad leaders?

  3. Its rational , it will be benifical for uper and lower hunza too , Lake is there forever whether larg or small , govt can reduce the depth even with the help of china ! we should see a positive side of govt plans to utiliz hunz lake as fish hatchery !

  4. Thanks Sajad Baig Sahib we all must appreciate ur idea of making the lake a fish Point,
    …….. this idea like this that’s cool and great…

    Next I ll Come to Kaleem
    Ab ap ko kiya bataye kaleem Apna bi hal kuch ap jaisa ha ….ap ki soch ap ka Dard hamare pas bi ha lakin Bichara GB kare bi to kiya kare

    Election Se pehle PPP ke Jiyale logu ko kehte rahe ki Federal ma hamari Hokomat ha Humare liye Asani Rahe gi ….

    ab Jiyale Kiya kehte he
    Gilgit or Pakistan ma Berucracy kisi ki nai sunti he

    Kaleem asal Masla Awam ma ha Awam Khud apni Madad ke liye tayar nai ha
    Road pa ane ke liye awam tayar nai ha Jo road pa ate he unka hak ap ne khud bayan kiya ha

    Pakistan jaise Mulk ma jb tak road pa nai aw kuch nai milta ha (yaha apna Haq Chinna Padta ha mangne se kuch nai mile ga

    Raha Masla Gojal Awm ka to Awam ma har koyi leader he koyi kisi ko accept karne ke liye tayar nai ha .
    Gojal ke awam ko ye kaho ki falan Jage pa Relief Taqseem ho raha he to apne 2 months wale bachu ko bi sath le ke nikle ge Jb Strik pa bulaw to koyi Govt Employee hota ha to koyi NGO mulazim ,,, Kisi ka kam hota ha to kisi ke Izat ka Masla hota he…

    Kaleem Is Awam ka kuch nai hona ha Jab sub kuch barbad ho jaye ha Uske bad sub badi badi bate kre ge ki ye Ghalat huwa wo ghalat huwa Falan Ne ye kiya to Bastan ne wo kiya

    1.5 year ma hum 50 sal piche gaye he to ye lake agar 4 5 sal mazid rehta he to hum kaha ho ge (STONE AGE) ma Fishing karte huwe

  5. kaleem krumian sab? ap ka soch galat nai belkul teek hai, lakin afsos hai ki ap jasy azim log sirf f.book or net py to chaya rehty hain ,log modren science or technology ki baat karty hain, lakin ap to ab b ppp k safaya ki baat karty hain ,ap k soch ko salam ho ,ham nam-nihad leders ko q many bahi, jb hamry pass ab b gulamana zahain k log mowjod ho or jasy ki ap ny pehly he kaha hai( mary kayal ma) dil ko behlany k leya galib ka kayal acha hai….

  6. ‘Let bygones be bygones.’
    It is a sad fact that our leaders and administration didn’t come upto the expectations of the affected people of Gojal. But the given idea is good and could be lucrative. The lake is here to stay even how much the dam is reduced. I think not only this idea but also other ideas should also be brought to practice. Tax should be levied on traders who use the very lake for transaction of goods.The collected revenue must be spend totally on the welfare of Gojal, as only the people Gojal have lost their land and properties. The lake can be made as a tourist point of view.
    Lets see how much our leaders care for the people of people of Gojal.

  7. Well truly speaking the Hunza lake is already a fish hatchery,(not only fish hatchery but crocodile hatchery), it has already produced many fishermen of different sizes and qualities. Many people fish many things out of this disaster, and the biggest of All is FWO, God knows what are the doing there, where do all the equipment and material go, how have they used all the resources and the government funds allocated for the release of the hunza dame. The next category of fishermen are the ones who despite losing nothing (directly) but have received cheques and the compensations. There should be an independent investigation and audit how the relief was distributed and used, how many little fishes were eaten by the big ones. And now what is the Wale fish trying to fish out of this idea of making it a fish hatchery.

  8. it is unlikely that our corrupt government will take steps to decrease the depth of lake. The govt should steps atleast to build KKH’s portion which has been swallowed by lake. i think the lake is the destiny of gojal. it should be used for the benefit of the local people. fishery is a profitable business, it may help improve the economic condition of local people.

Check Also
Close
Back to top button